Thursday, April 3, 2014

Dil ki baat

raasta kyun na jaane ,jane pehchaan sa hai
lekin is pal abhi khogayi, anjani raahon meh kahin
mud ke dekhun toh sirf kal ki parchayiyan hai
aage raasta pada hain, lekin manjil dikhti nahin
doonda maine, khayalon ki andheri meh
mili toh sirf ummeed, aur mein wahi khadi rahin
socha maine aur ghabraya bhi dil meh
himmat liye, yeh faisla kiya ki, ek kadam hi sahin





No comments:

Post a Comment